Cifra Club

Khalla

Noori

Cifrado: Versão 2 (guitarra y guitarra eléctrica)
Selo Cifra Club: esta cifra foi revisada para atender aos critérios oficiais da nossa Equipe de Qualidade.
tono: Em
Intro:
E E D C G G A B

[D]Mein, Tum 
[C]Hum akelay hain..

[D]Bekali ki chaon mein hum
[C]be-hiss jeetay hain
Jeetay hain...

[intro]

[D]Aarzoo,
[C]ab chupee hai kahan?
[D]Uss dayaar-E-khaamashi mein,
[C]yeh dil hai jahaan!
Who jahan...

[intro]

[G]Ab nahin [D]hai, par woh [C]hai kahan?
[A#]Hum hain kahaan?
[G]Ghaafil hain [D]sayay mein [C]apnay jahan,
[A#]hum hain wahan!

[intro]

[D]Ab lagay aisay jaisay [C]zameen se bohat dur!
[D]Ab jaisay aur aagay barh[C]nay peh hain majboor!
Buhat duur!

[intro]

[D]Keh jaisay chaand aur taaray [C]poochtay hain mujh se...
[D]Kahaan hai teri zindagi, [C]kahaan hai tu?
Kahaan tu?

[G]Ab nahin [D]hai, par woh [C]hai kahan?
[A#]Hum hain kahaan?
[G]Ghaafil hain [D]sayay mein [C]apnay jahan,
[A#]hum hain wahan!

Tum ne apnay ehsaas ko maar diya!
Phir tum ne uss ki mayyat ko jala diya!
Ab tum iss ki raakh par kharay ho...
Aur tumharee insaniyat aur tumharay darmiyan,
Ek khalla hai!
Otros videos de esta canción
      • ½ Tono
      • Am
      • Bbm
      • Bm
      • Cm
      • C#m
      • Dm
      • Ebm
      • Em
      • Fm
      • F#m
      • Gm
      • G#m
    • Agregar a la lista

    Afinación de cifrado

    Afinador online

      OK