Cifra Club

Aaja Ke Intazaar Mein

Lata Mangeshkar

Aún no tenemos el cifrado de esta canción.

aaja ke intazaar mein, jaane ko hai bahaar bhi
tere bagair zindagi, dard ban ke rehe gayi

armaan liye baite the ham
seene mein hai tera hi gam
tere dil se pyaar ki
voh tadap kidhar gayi

dil ki sadaa pe ai sanam
badte gaye mere kadam
ab tho chahe jo bhi ho
dil tujeh mein de chuki

aaja ke intazaar mein, jaane ko hai bahaar bhi
tere bagair zindagi, dard ban ke rehe gayi

Otros videos de esta canción

    Afinación de cifrado

    Afinador online

    OK