Cifra Club

Kehna Hai Jo Dilse Kaho

Abhijeet

Aún no tenemos el cifrado de esta canción.

Dilbar mere dil mein raho
Mohabbat ki nahin hai mohabbat ho gayi hai

Ab darrna bhi kya ho
Sharaarat ki nahin hai sharaarat ho gayi hai

Ab karna bhi kya ho

Kehna hai jo dil se kaho

Duniya ki baaton ko ye pagla nahin maanta
Ye pyaar ho jaaye kab koi nahin jaanta
Barfeele mausam mein bhi shola bhadakne lage
Na jaane kaise kahan ye dil dhadakne lage
Mohabbat ki nahin hai mohabbat ho gayi hai
Ab darrna bhi kya ho
Sharaarat ki nahin hai sharaarat ho gayi hai
Ab karna bhi kya ho

Deewangi ne teri majboor itna kiya
Socha na samjha sanam sab kuchh tujhe de diya
Saanson mein garmi teri dhadkan mein tera nasha
Teri bhi chaahat mein hai jaadu koi dilruba
Sharaarat ki nahin hai sharaarat ho gayi hai
Ab karna bhi kya ho
Mohabbat ki nahin hai mohabbat ho gayi hai
Ab darrna bhi kya ho

Kehna hai jo dil se kaho
Dilbar mere dil mein raho
Mohabbat ki nahin hai mohabbat ho gayi hai
Ab darrna bhi kya ho
Sharaarat ki nahin hai sharaarat ho gayi hai
Ab karna bhi kya ho

Otros videos de esta canción

    Afinación de cifrado

    Afinador online

    OK