Cifra Club

Khwaabon Mein Aana Jaana

Abhijeet

Aún no tenemos el cifrado de esta canción.

yaadon mein yun mil jaana
jaise kabhi tum gaye hi nahi
jaise judaa hum hue nahi
khwaabon mein aana jaana
yaadon mein yun mil jaana
jaise kabhi tum gaye hi nahi

khaamosh lamhe sun rahe hain aahaten jaise teri
tanhaaiyon ka silsila yeh tak raha raahen teri
tu naa aaye par sajaaye baithe hai ham
yeh ummeden apani sanam
tu na aaye yeh umeeden
jeete hai ham inke darmiyaan

mehki hui woh shaam jismein khul gaya charcha tera
behti hui woh raat jismein khil gaya chehra tera
bekaraari badh rahi hai ab aaon na
zindagi tum churaaon na
bekaraari zindagi tum
kab tak kare aitbaar
khwaabon mein aana jaana
yaadon mein yun mil jaana
jaise kabhi tum gaye hi nahi
jaise judaa hum hue nahi

Otros videos de esta canción

    Afinación de cifrado

    Afinador online

    OK