Cifra Club

Jaana Maine

Abhijeet

Aún no tenemos el cifrado de esta canción.

Jaana, tujhe jaana to jaana maine yeh
Ae, log kyoon deewane ho jaate hain pyaar mein

Jaana, tujhe jaana to jaana maine yeh
Log kyoon deewane ho jaate hain pyaar mein
Jaane, tujhe jaana to jaana maine yeh

Dekh to nigaahon se
Meri in nigaahon mein tera, bas tera ek naam likha hai
Hey, milaake nazar dekho
Dil mein utarkar dekho, chaahat ka meri paigaam likha hai

Suna yeh fasaana to jaana maine yeh
Ho, log kyoon deewane ho jaate hain pyaar mein
Jaana, tujhe jaana to jaana maine yeh

Haal raha aisa to
Pyaar mein tumhaare mera rab jaane kya haal hoga
Ho, jo bhi taqdeer hogi
Ranjhe ki Heer hogi, sohni ka aashiq mahiwaal hoga

Maana maine maana, aaj jaana maine yeh
Ho, log kyoon deewane ho jaate hain pyaar mein
Jaana, tujhe jaana to jaana maine yeh
Oh, log kyoon deewane ho jaate hain pyaar mein

Otros videos de esta canción

    Afinación de cifrado

    Afinador online

    OK