Oh mere humsafar pyaar ki raah par Sath chale hum magar kya khabar Oh mere humsafar pyaar ki raah par Sath chale hum magar kya khabar Raste mein kahin Reh gaye hamnasheen Tum kahan main yahan Tum kahan main yahan Ho o jaane jaa dhoondta fir raha Hoon tumhe raat din main yahan se wahan Jaane jaa dhoondta fir raha Hoon tumhe raat din main yahan se wahan Dil machalne laga yun hi dhalne laga Rang bhara pyaar ka yeh sama Hath aise mein bas chhodkar chal diye Tum kahan main yahan Tum kahan main yahan Oh jaane jaa dhoondti fir rahi hoon Tumhe raat din main yahan se wahan