Hoor

Atif Aslam

Lafzon ke haseen dhaagon pe kahin
Piro raha hoon sapne main huzoor

Koshishein zara, hain nigaahon ki,
tujhe dekhne ki ho khata zaroor

Deewangi kahoon ise,
ya hai mera fitoor

Koi hoor jaise tu
Koi hoor jaise tu

Khaamoshiyaan, jo sunle meri,
inmein tera hi zikr hai
khwaabon mein jo tu dekhe mere
tujhse hi hota ishq hai

ulfat kaho ise meri
na kaho hai mera kasoor

koi hoor jaise tu
koi hoor jaise tu

Bheege mausam ki bheegi subah ka hai noor
koi hoor jaise tu
Página 1 / 1

Letras y titulo
Acordes y artista

restablecer los ajustes
OK